KAHAN SE NIKALO
Certificates page par AERB licence ka card ("This is an X-ray licence (AERB)…" tick wala) — card par expiry badge. "Print sheet" me RSO, QA date / result aur PPE bhi chhapta hai. Card ka "File" button abhi file nahi khol pata, isliye licence ki copy alag folder / file me ready rakho. Purana "AERB Licence Register" retire ho chuka hai; uski purani entries print / export me rehti hain.
SAATH ME READY RAKHO
RSO kaun hai (licence ke "Radiation Safety Officer" box me, aur NABH Hub → Personnel), lead apron / thyroid collar (PPE box), radiation warning signage.
AGAR EXPIRED NIKLA
honest bolo, elective radiographs hold karo, eLORA renewal acknowledgement dikhao; CAPA me likho ki licence Certificates me expiry ke saath track hoga (30 / 15 / 7 / 1 din pehle owner / admin ko email + task). Renewal milte hi card par "Renew" karke nayi file aur date lagao.